शुक्रवार, 11 जनवरी 2008

Teri Yaadein - Sifar - Lucky Ali



Song : Teri Yaadein aati hai

Album: Sifar

Singer: Lucky Ali
Music: Lucky Ali
Lyrics: Aslam

Teri yaadein aati hai, teri yaadein aati hai
Teri yaadein aati hai, kuch baatein aati hai
Dil mein talab hai, lab pe taraana
Kisi ki talash mein yeh guzare zamaana
Kal hai kahan do pal ka bahaana
Nahin tha yakeen hum huye to rawaana

Teri yaadein aati hai, teri yaadein aati hai
Teri yaadein aati hai, kuch baatein aati hai

Duniya ke raaston mein ek hai zariya, ek hai zariya
Kehta deewana ye sun to le ee
Dariya se ja mili hain kitni hi nadiyaan, kitni hi nadiyaan
Kehta deewana ye sun to le eee
Aisa samaa bhi na dekha hai
Mausam yeh behka aur mehka hai
Teri yaadein aati hai, teri yaadein aati hai
Teri yaadein aati hai, kuch baatein aati hai

Kai rang mein dhala hai koi paimaana
Kahin aasman jhuka hai, zameen hai saraana
Inhee raaston se guzarte hum rozaana
Kis ka pata liye hum chale kis thikana
Teri yaadein aati hai, teri yaadein aati hai
Teri yaadein aati hai, kuch baatein aati hai

Dil hai nadaan apna kehti hai duniya, kehti hai duniya
Kaisa deewana ye sun to le eee
Humse hairaan duniya kaisi nagariya, kaisi nagariya
Kehta deewana ye sun to le eee
Dheere dheere ab yeh sehna hai
Aankhen bichaye ab rehna hai

Teri yaadein aati hai, teri yaadein aati hai
Teri yaadein aati hai, kuch baatein aati hai
Share: