गुरुवार, 3 जनवरी 2008

Meri Kahani by Atif Aslam



Song: Meri Kahani
Artist: Atif Aslam
Album: Meri Kahani

Atif Aslam Meri Kahani Atifs New Album Hangami Halat Mairi Kahane Hungami Halat Hungami Hallat Halut

Jhola jhulaye yeh panghat... nadya kinare yeh aangan
nindya to aana hawa ke sang....mujh ko bhi tu dikhana
apne rang suno mere dil jani yeh kahani
maniik din mere sang yeh jahan tha mera kuch or
tera hi arman....jane dil main kya kuch ya basa tha
yeh meri hai kahani........yeh meri kahani

Jhola jhulaye yeh panghat..nadya kinare yeh aangan
nindya to aana hawa ke sang..mujh ko bhi tu dikhana apne rang
tera mera galyoon main yun phirna .... phirte phirte raat ko yun thakna
thak ke nani ki godi main sona..... paryoon k des ja ke na aana
yeh meri hai kahani..... yeh meri kahani

koi fikar thi na koi bahana .. muthi main tha jese yeh zamana
kachi zuban main wo geet gana .. naye khilone sab ko dikhana
man liya zindagi se zyda....... chin gya wo jis ne kya wada
kon laye wo pal jo suhane.... beete thy jo wo guzre zamane
yeh meri hai kahani......yeh meri kahaniiiiiiiiiiiiiiiiiiii
la la la ......lal lalaaa

Share: