शुक्रवार, 18 जनवरी 2008

Jaana Hain Jaana Hain - KASAK - Lucky Ali



Song : Jaana Hain Jaana Hain (Male)
Movie: KASAK
Singer: LUCKY ALI
Music : MM Kreem
Lyrics: Sameer

jaana hain jaana hainchalte hi jaana hain
na koi apna hain na koi thikana hain
sab raaste naraaz hain
manzil ki aahato se raahi begaana hain
jaana hain jaana hainchalte hi jaana hain
sab raaste naraaz hain
anzil ki aahato se raahi begaana hain
jaana hain jaana hain

kya kabhi sahil bhi toofan mein behtey hain
sab yaha asaan hainhausle kehte hain
sholo pe kaanto pe haske chal sakte hain
apni takdeero kohum badal sakte hain
bigde halato meindil ko samjhana hain
jaana hain jaana hain chalte hi jaana hain

khwaabon ki duniya mein yaadon ke reyley mein
aadmi tanha hainbhid mein mele mein
zindagi mein bhi aaisa mode bhi aata hain
paav ruk jaat hainwaqt tham jaata hain
aaise mein toh mushkil aage badh pana hain

jaana hain jaana hainchalte hi jaana hain
na koi apna hain na koi thikana hain
sab raaste naraaz hain
manzil ki aahato se raahi begaana hain
jaana hain jaana hainchalte hi jaana hain


Share: