सोमवार, 22 जनवरी 2007

Anjaani raahon mein



Hindi Song Title: Anjaani raahon mein

Album Name: Meri Jaan Hindustan (This album was produced to celebrate 50 years of Indian independence)

Singer : LUCKY ALI
Music : LUCKY ALI

Anjaani raahon mein tu kya dhoondta phire..

Door jisko samjha woh to paas hai tere
Saans mein hawaa, jaan mein zameen

Dil mein khula aasmaan
Pyaar hai khuda, pyaar hai khushi......Pyaar se hai dono jahaan

Tera yeh aashiyana, mera bhi aashiyana

To anjaani raahon mein tu kya dhoondta phire

Door jisko samjha woh to paas hai tere
Ghoomta raha door tu kahin, udte baadalon ki tarah

Kahin se tujhe aayi hai sadaa, laut ke aa ab zaraTera yeh aashiyana, mera bhi aashiyana
Woh jhilmilati aankhen, bholi si adaa ....... Woh dheere dheere chalke lahrati hawaaeinHum ko le jaaye wahanJahan ho ghar apna ..o..o.

Meri yaadon mein paaya haiAaj to milne ka din hai aaya, aaya
Saans mein hawaa, jaan mein zameen .........Dil mein khula aasmaan
Pyaar hai khuda, pyaar hai khushi Pyaar se hai dono jahaan

Tera yeh aashiyana, mera bhi aashiyana
To anjaani raahon mein tu kya dhoondta phire

Door jisko samjha woh to paas hai tere


Share: